top of page

Ab Aatmnirbhar hokar Business hai badhana!



Here is the second winner story of our Navratri Contest 2020. This is a story of a woman who has wings and wants to fly high and just needs a little push. By giving her free scooty training, we are hereby enabling her to do whatever she wants and wish her good luck in her future endeavours.



“Hello Aatmnirbhar Scotty Training School". I am TaraKanta Soni from Jodhpur, Rajasthan. Meri shop ghar se bhut dur hai mujhe roj city bus se jana padta hai. City bus mein covid ka bhi dar rehta hai aur mere sath mera baccha bhi aata jata hai. Mere ghar se city bus tak ka rasta thoda dur hai aur paidal aana jana padta hai fir badmein city bus se mujhe shop per aana padta hai mere gharse meri shop kam se kam 3-4 kilometres dur hai. Agar main scooty chalana sikh jati hu toh main apna kam khud kar sakti hu aur jo time barbad hota hai aane jane mein voh meri shop per jyada time de sakti hu. Shop ka aur ghar ka chota mota kam bhi kar sakti hun, agar scooty chalana aati ho toh nahin toh mera bahut jyada time aisehi chala jata hai aur kai bar toh mujhe shop se chutti bhi leni padti hai scooty nahin jaanne ke karan. Please mujhe scooty sikhna hai mere liye bahut jyada jaruri hai kyuki main har kam kar sakti hu chota mota aur main mere bacche ko bhi covid se bachane ki koshish kar sakti hu. Aur main khud Aatmnirbhar ho sakti hu.



Aatm Nirbhar is India's largest and most trustworthy scooter driving school for women, by women. So far, we have trained over 6000 women across multiple cities and our goal is to make all women of India Aatm Nirbhar.



35 views0 comments

Recent Posts

See All
bottom of page